Monday 22 August 2016

Blog ka backup kese lete he

Blog Template ka backup kese lete he.




mytechmanch.com
mytechmanch.com


Blog ka backup lena kyo zaruri he.


Ham apni website ko ache se design karne me lage rehte he or usme bhot si coding bhi use karte he agar galti se ham se koi or coad delete ho gya to hamare blog ka design kharab ho jayega or isse hamari website ko bhi nuksaan ho sakta he. Isliye hame apne blog ka backup lena zaruri he.
Aap coding ke zariye apni blog ko website ka look kese de ye to me baad me btaunga abhi blog tempalte ka backup kese le ye bta rha hu .





Blog ka backup lene ke fayde


* Agar aapse blog design karte waqt koi galti ho jati he to app use restore kar sakte he.


* Agar galti se koi zaruri page delete ho jaye to use restore kar sakte he .

* zyadatar blog me menu add karte waqt problem ho jati he use restore kar sakte he.




Backup nahi lene ke nuksaan


* Blog ko design karte waqt koi galti ho jaye to use restore nahi kar sakte.

* Blog ko fir se starting se design karna padega or aapne template me jo edit kare he fir se karna padega.

* Blog me meta description, or bhot si files jo aapne add kari hogi vo fir se add karna padega.

Blog ka backup to hame har 10 post ke bad lena chahiye .


aap hame step by step follow karo.




Step 1. Sabse pehle aap Blogger.com par jayo or apni id se login karo.



Step 2. Ab apne blog ke dashboard par se templates pe click karo.

     
Blog ka backup kese lete he
Blog ka backup kese lete he


Step 3. Ab aapko Backup/restore par click karna he.



Blog ka backup kese lete he
Blog ka backup kese lete he


Step 4. Ab aap Download full template par click kijiye click karne ke bad aapka pura template download ho jayega.




Blog ka backup kese lete he
Blog ka backup kese lete he


Ab ab aapse apni website design karte waqt koi galti ho jaye to aap apni backup  .xml wali file upload krdo.



I hope aap blog ka backup lena seekh gye ho agar backup lene me koi problem ho to hame comments karke puch sakte he.






EmoticonEmoticon